Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab janta hai,
Koi jaane ke na jane mera rab janta hai !
Jaane kab usko mujpe pe taras aa jaye,
Kuchh milega e mera daste talab janta hai !
Hazaar bar usse tod ke aa jaun mai rishta,
Magar wo hamko bulane ka hunar janta hai !
Mai usko bhul ke zinda rahungi kaise"Sakhi",
WO meri sanso ki talab ki wajah janta hai !
Mera hasna use achha nahi lagta shayad,
Warna wo meri udasi ka sabab janta hai !!

0 comments:
Post a Comment